25th March 2023 ko raat 2 baje main in dono ghazals ko record kar raha hun .. ajeeb sannata kaano mein baj raha hai .. meri aawaaz mein bujhi bujhi si...
Tu mujhe itne pyaar se mat dekh .. ye nazm pehli martaba class 11th mein padhi thi .. Ali sardar jafri ki ek kitaab MERA SAFAR mein .. is nazm ke saff...