Kuch Aur Kahaniyan
Share:

Listens: 336

About

Pitchers mein Naveen ko kaha tha ki hum sab beer hai. Hum sach mein beer hai kya? Mujhe nahi pata magar hum sab shayad kahani zaroor hain. Aap kisi ki kahani ka hissa hai aur koi aur apki kahani ka hissa hai. Isiliye insan khatam ho jata hai magar kahaniyan khatam nahi hoti. Ye meri ek koshish hai kuch aisi hi kahaniyon ko likh kar sunane ki. Aapne kayi sari kahaniyan suni hongi aur kayi sari kahaniyon ko jiya bhi hoga main kuch aur kahaniyan apko sunane ja raha hoon.