Azad Hind
Share:

Listens: 0

About

Bharat ki azaadi ki ladai ki kuch ankahi kahaniyan sunne ke liye tayar ho jaiye, Azad Hind ke saath—ek deshbhakti series jo sahas, balidan aur vidroh ki adbhut kahaniyan le kar aayi hai. Yahan aapko milengi Tanaji Malusare ki veerta, Mangal Pandey ki kranti ki chingari, Rani Laxmi Bai ka atoot hausla, aur Bhagat Singh ke nidar sangharsh ki kahaniyan jo aapke dil ko chhoo jayengi. Aur in sab kahaniyon ko aur bhi zyada jeevant banayenge Ashutosh Rana, apne zabardast narration ke saath. Har episode aapko un sangharshon aur safaltaon ki duniya mein le jayega jo hamare azaadi ke yoddhaon ki yaad ko taza karenge aur aapko prerna denge. Aur bhi prerna se bhari kahaniyon ke liye sunte rahiye Fever Stories, jahan aapko Bharat ki azaadi ke veeron ki kahaniyon ka ek alag hi roop dekhne ko milega.

Kranti Ki Mashaal

Ek aag jo Mangal Pandey ne lagai, usne puri Bharat bhoomi ko ek kranti ke rang me rang diya. Meerut se lekar Dilli tak, Awadh se Kanpur tak, har ek si...
Show notes

Azadi ki roshni ab bujne nahi wali

Suno Mangal Pandey ki veer gatha, ek aise sipahi ki kahani jo Firangiyon ke samne na jhuka, na hi kabhi dara. Mangal Pandey ka vachan, "Azaadi ki jo r...
Show notes

Pehli Aandhi, Firangi Ke Khilaf

Is episode mein suniye kaise Mangal Pandey ne angrezi cartoos ke virodh mein apna aakrosh dikhaya aur Firangi Sergeant Major Hussain ko unki galtiyon ...
Show notes

Azadi Ki Pehli Chingari

Ashutosh Rana ki awaaz mai suniye Mangal Pandey ki kahani, jo 1857 ki Kranti ka pratham veer tha. Mangal Pandey ne apni jaan ki balidan dekar apne sap...
Show notes