Fiction
8 August 1925 ki raat ne Hindustan ke azadi andolan ko hamesha ke liye badal diya. Pandit Ram Prasad Bismil, Chandrashekhar Azad, Ashfaqulla Khan, aur unke saathi ne anjaam diya tha Kakori Kand – ek train loot jo sirf paisa churaane ke liye nahi, balki angrez sarkar ko hila dene ke liye kiya gaya tha. Ye kahani sirf ek train loot ki nahi, balki ek revolutionary mission thi jisme desh ke veer shaheedon ne apni jaan daav par laga di. ? Aage ke episode mein, hum dekhenge kaise Bhagat Singh ki zindagi ek naye mod par pahunchti hai. Ye hai Azadi ki kahani… Tirange ki jubaani. ? Jai Hind!