Kaise Bhagat Singh Ne Police Ko Di Chunauti | Freedom Fighters | Real Story

Share:

Azad Hind

Fiction


Bhagat Singh aur unke saathi sirf krantikari nahi, balki ek soch the , ek aisi soch jisme azaadi ke liye na darr tha, na peeche hatne ka jazba. Is episode mein hum lekar aaye hain un shaheedon ke aakhri pal, jab fasi ke phande ko bhi veer jhule ki tarah chhooliya gaya. April 1927 se December 1927 tak ke un lamhon ko mehsoos kijiye, jab Madan Mohan Malviya, Motilal Nehru aur Jinnah jaise bade neta bhi inki fasi rok na paye. Suno kaise Roshan Singh, Rajendra Lahiri aur Ashfaqullah Khan ne maut ko gale lagakar itihas likha, aur kaise Bhagat Singh ne angrezi police ke saamne apne dimaag aur himmat se kranti ki aag aur tez kar di. ? Ye sirf ek kahani nahi, balki wo dastaan hai jo har Hindustani ke khoon mein josh bhar deti hai. Learn more about your ad choices. Visit megaphone.fm/adchoices