Kaise Bhagat Singh Bana Writer I Kalam Se Kranti Ki Shuruaat I Real Story

Share:

Azad Hind

Fiction


Azad Hind ki iss kahani mein jaaniye kaise Bhagat Singh ne apni pehchaan chupakar Balwant Singh ke roop mein krantikari safar shuru kiya. Pehli mulaqat hui Chandrashekhar Azad se, jahan unke jazbaat aur himmat aur gehre ho gaye. Ram Prasad Bismil ka pyaar aur Ganesh Shankar Vidyarthi ke patrakarita kendra Pratap mein likhe gaye Bhagat ke jwalant lekh ne angrez sarkar ki neev hila di. Yeh sirf bandook ki goonj nahi, balki kalam ki kranti ki kahani hai, jahan Bhagat Singh ne shabd ko talwar bana kar azaadi ki mashaal aur tez kar di. Learn more about your ad choices. Visit megaphone.fm/adchoices