Gehri Neend Ke Liye Relaxing Kahani - Gwalior Qile Ki Sair

Share:

Listens: 5010

Neend - Sleep Stories for adults in Hindi

Education


Humare app ko install karne ke liye iss link par click kare: https://bit.ly/3zDVXic

Purane samay mein apne rajya ki sarhadon ki raksha ke liye tamam rajao aur badshahon ne qile ka nirmaand karaya tha, yakeenanyeh qile banwana koi hansi khel nahi tha. Takreeban sabhi qile pahadon par hi banaye gaye the, in pahadon par aise mazboot qile banana jinhe haathi ki takkar bhi na hia sakein mushkil kaam tha, lekin unn dino ki karigari aur gyaan adhbhut the varna aaj saikdon baras guzarne ke baad bhi yeh qile jyon ke tyon puri aan baan shaan ke saath seena taane khade hai. Gwalior Qila na sirf apni vishalta ke liye balki khoobsurati ke liye bhi mashoor hai. Iss ki ginti desh ke sabse behtareen durg mein hoti hai, yahi vajah hai ki Gwalior Qile ko Bharat ka 'Gibraltar' kaha jaata hai. Iss qile mein kai pracheen aur khoobsurat mandir bhi hai, takreeban ek hazar saal pehle banaya gaya yeh Qila, aaj bhi mazbooti ke saath khada hai. Aaj hum aapko le chalenge isi qile ki sair par aap na sirf iss qile ki khoobsuarti mahsoos karenege balki iske itihaas se bhi ho kar guzerenge aur yeh sair karte karte aap neend ki aagosh mein samate chae jaayenge.


#insomniacure #neendnaaayetokyakare #insomniatreatment #neendaanekailaj #sleepdisorder #nindaanekeupay #sleepproblems#bedtimestoriesforadults #sleepstoriesforadults #AcchiNeendlaanekeliyekyakare #Acchineend #Insomniacure #neend #sleep #kahani #Relaxing #SleepBetter #Dreams #Khaawb #InmproveSleepCycle #DeepSleep #GehriNeendSona #NeendMeinLeen #SleepGoals #ChutkiMeinNeendAana #TurantNeendLaaneKiTrick