Arts
Ek ladki jiske the sone ke baal... pehle bhi suna hai na kabhi? Disney ki Rapunzel waali kahani mein? To aaj milte hain Marwar ki Rapunzel se... Ya phir wo thi west ki Sonal Bai? Ye to aap sun ke bataiye. Is kahani mein aap sunenge chhandon (verses) mein baaten... Jo ki kai folk kahaniyon ko batane ka ek bhaartiya tareeeka! To suniye aur bataiye ki kaisi lagi ye Marwari kahani?