EP 22 - MAA BAAP TO SAHI KEHTE

Share:

Gehre Jazbaat

Society & Culture


Maa baap hamesha achi salah aur seekh dete hain. Par bache yahi sochte hain ki unhe sab pata hai aur maa baap to puraane khayalaat ke hain ya phir unhe koi samajh nahi hai.


Zindagi mein maa baap ki kahi hui baatein do baar yaad aati hain – pehla, jab maa baap guzar jaatein hain aur doosra, jab unki di hui salah na maanne ka anjaam bhugatna padta hai.