Ek Soch Aqal Se Pisal Gayi

Share:

Nimbu Pani

Religion & Spirituality


Ek Soch Aqel se phisal gay Mujhe yaad thi k badl gyi  Meri Soch thi ke wo kawab tha Meri zindgi ka Hissab tha Meri Justju ke Bar-aqs thi Meri Muskiloo ka wo Aqass thi Mujhe yaad ho to wo soch thi  jo na yaad ho to guman tha Mujhe bethy bethy Guman Howa Guman Nhi Tha Khuda tha Wo Meri soch nhi thi khuda tha Wo Khudy ke jis ne Zuban di Mujhe Dil Diya Mujhe Jan De Wohi ZUBAN JESY na chla sake Wohi dil jesy na mana sake  Wohi jan jesy na laga sake Kahbi mil to tujko bataye hum  tujhe iss terha se satye hum Tera Ishq tujse cheen ke tujhe  May,, pela ke rulaye hum Tujhe dard do to na Sah Sake Tujhe do zuban to na keh sake  Tujhe Doo makan tu na rah sake Tujhe muskiloo mein ghira ke  mein koi asy rasta nikal do Tere dard ki mein dawa kero  kisi garz ke mein siwa karo Tujhe hir nazr pe ubooor doo  tujhe zindgi ka saoor do Kabhi mil bhi jaye gy gum na ker Hum ger bhi jaye gy gum na ker Tere Ek hone mein shak nhi  Meri niyaatoo ko tu saaf ker  Teri shan mein bhi kami nhi  mere iss kalam ko maaf ker। Written by:- Yousuf Bashir qureshi Recorded by:-Mahesh