Aur ham ulajh gaye zindagi k maslon main

Share:

Sufi Shayari

Aur ham ulajh gaye zindagi k maslon main

Music


Here’s an episode that will keep you waiting for the next one. Tune in now!

Aur ham ulajh gaye zindagi k maslon main
Aur wo  samajhtey rahe bewafa hamen
Waqt ne badal diya kuch mijaaz apna
Aur wo samajhtey rahe  be ayaan hamen
Ham to yu hi pagal thae, apni dhun k kahi
Aur wo samajhtey rahe, be imaan hame

Kalaam: Sufi
Awaaz: Sufi